Urdu Poetry Wallpapers Free Download Biography
Source:-Google.com.pk
Dil Ke Gunche Khelate Raehte Hai
Youhi Ham Muskurate Rehte Hai
Aunko Dekho Jo Ghar Se Dor Hai Aur
Desh Par Jaa Lutate Rehte Hai
----------------------------
Nam Mera Ho Sari Dunya Me
Kam Aaisa Mae Aaj Karjao
Desh Me Bar Bar Marne Se
Desh Par Aek Bar Marjao
----------------------------
Desh Ko Aaj Ham Bachhaege
Jan Par Apni Khel Jaenge
Kar Ke Aazad Desh Ko Apne
Jashne Aazadi Ham Manaenge
Aun Ko Kardenge Desh Se Bahar
Hamko Aaps Me Jo Ladaenge
----------------------------
Pehle Khud Ko Bhi Aazmao To
Dil Se Gam Apne Tum Mitao To
Kaamyabi Milengi Khud Tum Ko
Pehle Aage Kadam Badao To
----------------------------
Ajab Andhaira Hai Is Shaam K Pehlooo Main "Suhana"
Charagh_E_Qlbb Jlany Sy Bhi Roshni Na Hoe
----------------------------
Sirf Ek Hi Tammana Rakhty Hen Hum Apny Dil Men Dost
Bus Muhabbat Sy Yaaad Kroo Chahy Mudtoon Baaad Karoo
----------------------------
Muflsih Mere Bacho Ko Hikarat Ki Nazro Se Na Dekh
Dil Me Jazba Hai Sara Buj Othane Ko
----------------------------
Bachpan Ki Suhani Yadon Mein
Aik Lamha Purana Yad Aya
Mazi Ki Bholi Kitaboon Mein
Aik Waqat Purana Yad Aya
*Wo Shokhi Or Wo Chanchal Pan
Wo Masti Or Wo Pagalpan
Aaj Qadam Jo Rakha Bagon Mein
Wo Bag Purana Yad Aya
*Jab Barish Barsa Karti Thi
Kya Khob Halchal Hoti Thi
Barish Mein Bheega Karty Thy
Galyon Mein Chehal Pehal Hoti Thi
Aj Barsi Jo Zor Ki Barish To
Badal Ka Grajna Yad Aya
*Wo Jholy Jholna Bagon Mein
Wp Masti Karna Rahon Mein
Wo Girna Or Girana Bhi
Wo Darna Or Drana Bhi
No comments:
Post a Comment